Pani Aankh Mein Bhar K Laya Ja Sakta Hai,
Ab Bhi Jalta Sheher Bachaya Ja Sakta Hai,
Ek Mohabbat Aur Wo Bhi Nakam Mohabbat,
Lekin Is Se Kam Chalaya Ja Sakta Hai,
Dil Par Pani Peene Aati Hain Umeedain,
Is Chashmain Mein Zeher Milaya Ja Sakta Hai,
Mujh Benam Se Poochte Hain Farhad-O-Majon,
Ishq Main Kitna Naam Kamaya Ja Sakta Hai,
Ye Mehtab Ye Rat Ki Paishani Ka Ghao,
Aisa Zakhm To Dil Par Khaya Ja Sakta HaI,
Phata Purana KhAwab Hai Mera Phir Bhi,
TABISH
Is Mein Apne Aap Chupaya Ja Sakta Hai......................

No comments:
Post a Comment