VO Thaa Ajeeb
Qissa TaQraar
Karty Karty,
IQraar Kar Gaya
Wo Inkaar Karty
Karty.
Is Piyaar Ki
HaQiQat Ab Tak
Khuli Na Mujh Par
Sab Kuch Gawa
Diya Hai Ye Piyaar
Karty Karty.
Raasty Say Laot Jaana Mumkin
Nahin Hai Ab To,
Marna Hai Saath
Manzil Ko Paar
Karty Karty.
Qurbat Mein
Jo Milaa Hai
FurQat Mein
Kho Gaya Hai.
Weeraan Ho
Gaya Hun Bazaar
Karty Karty.
Mosam RaQeeb
Ban Kar Karwat
Badal Raha Hai,
Gull Khaar Ban
Chuky Hain
Mahekaar Karty Karty.
Qismat Ki Muflisi
Ka Kirdaar Ban
Gaya Hun,
Ab Thak Chuka
Hun Main Ye
Kirdaar Karty
Karty.
Jab B Ho
Adhura Har
Kaam Hi Hua Hai,
Har Kaam Reh
Gaya Hai Har Bar
Karty Karty.
Hai
Khushnaseebi
Meri Wo MeeR
Samny Hai.
Dam Youn Nikal
Hi Jaay Deedaar
Karty Karty.
Qissa TaQraar
Karty Karty,
IQraar Kar Gaya
Wo Inkaar Karty
Karty.
Is Piyaar Ki
HaQiQat Ab Tak
Khuli Na Mujh Par
Sab Kuch Gawa
Diya Hai Ye Piyaar
Karty Karty.
Raasty Say Laot Jaana Mumkin
Nahin Hai Ab To,
Marna Hai Saath
Manzil Ko Paar
Karty Karty.
Qurbat Mein
Jo Milaa Hai
FurQat Mein
Kho Gaya Hai.
Weeraan Ho
Gaya Hun Bazaar
Karty Karty.
Mosam RaQeeb
Ban Kar Karwat
Badal Raha Hai,
Gull Khaar Ban
Chuky Hain
Mahekaar Karty Karty.
Qismat Ki Muflisi
Ka Kirdaar Ban
Gaya Hun,
Ab Thak Chuka
Hun Main Ye
Kirdaar Karty
Karty.
Jab B Ho
Adhura Har
Kaam Hi Hua Hai,
Har Kaam Reh
Gaya Hai Har Bar
Karty Karty.
Hai
Khushnaseebi
Meri Wo MeeR
Samny Hai.
Dam Youn Nikal
Hi Jaay Deedaar
Karty Karty.
No comments:
Post a Comment