Wednesday, 27 November 2013

SaFar-E-WaFa ki rah main manzil jafa ki thi

SaFar-E-WaFa ki rah main manzil jafa ki thi

Kagaz ka ghar bna k bi
khwahish hawa ki thi

Thi jugnuon i shehr me taron say dushmani

Mashoq chand tha aur tamana subha ki thi

Tum ne tu ibadat ka tamasha bna diya

Chahat n-maz ki thi per aadat kaza ki thi

Main ne to zindagi ko teray naam likha tha

Shayd magr Kuch aur hi marzi KHUDA ki thi

Dard hi dena tha to pehly bta daitay

Hum ko bhi azal say hi tamana saza ki thi.

No comments:

Post a Comment