Tuesday, 7 May 2013

Muhabt Se reha hona zarori ho gaya hy

Muhabt Se reha hona zarori ho gaya hy

Mera tujh se juda hona zarori ho gaya hy

Wafa k tajurby karty hue umr guzri

Zara sa bewafa h0na zarori ho gaya hy

Meri awaz tanhai mai marti jarahi hy

Kisi ka hamnava hona zarori ho gaya hy.

No comments:

Post a Comment